है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया
है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया
जैसे मन्ज़िल पर कोई आके मुसाफ़िर खो गया
है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया …
मैं हूँ इक पंछी अकेला इस गगन की छाओँ में (2)
उड़ते उड़ते आगया हूँ बादलों के गाओं में
अपने ही सपनों की धुन में चलते चलते सो गया
है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया …
सुन भी लो ग़म की सदायें दर्द का पैग़ाम लो (2)
डगमगाते जा रहे हैं आके हमको थाम लो
फिर ना कहना ज़िंदगी का आसरा गुम हो गया
है ये दुनिया कौन सी ऐ दिल मुझे क्या हो गया …
hai ye duniyā kaun sī ai dil mujhe kyā ho gayā
jaise manzil par koī āke musāfir kho gayā
hai ye duniyā kaun sī ai dil mujhe kyā ho gayā …
maiṅ hūṇ ik paṅchhī akelā is gagan kī chhāoṇ meṅ (2)
uṛte uṛte āgyā hūṇ bādloṅ ke gāoṅ meṅ
apne hī sapnoṅ kī dhun meṅ chalte chalte so gayā
hai ye duniyā kaun sī ai dil mujhe kyā ho gayā …
sun bhī lo ġham kī sadāyeṅ dard kā paiġhām lo (2)
ḍagamgāte jā rahe haiṅ āke hamko thām lo
phir nā kahnā ziṅdgī kā āsrā gum ho gayā
hai ye duniyā kaun sī ai dil mujhe kyā ho gayā …