है कली कली के लब पर, तेरे हुस्न का फ़साना
है कली कली के लब पर, तेरे हुस्न का फ़साना
मेरे गुल्सिताँ का सब कुछ, तेरा सिर्फ़ मुस्कुराना
ये खुले खुले से गेसू, उठे जैसे बदलियाँ सी,
ये झुकी झुकी निगाहें, गिरे जैसे बिजलियाँ सी
तेरे नाचते क़दम में है बहार का खज़ाना
है कली कली के लब पर, तेरे हुस्न का फ़साना …
तेरा झूमना मचलना, ये नज़र बदल-बदल के
मेरा दिल धड़क रहा है, तू लचक सँभल-सँभलके
कहीं रुक ना जाये ज़ालिम इस मोड़ पर ज़माना
है कली कली के लब पर, तेरे हुस्न का फ़साना …
hai kalī kalī ke lab par, tere husn kā fasānā
mere gulsitāṇ kā sab kuchh, terā sirf muskurānā
ye khule khule se gesū, uṭhe jaise badliyāṇ sī,
ye jhukī jhukī nigāheṅ, gire jaise bijliyāṇ sī
tere nāchte qadam meṅ hai bahār kā khazānā
hai kalī kalī ke lab par, tere husn kā fasānā …
terā jhūmnā machalnā, ye nazar badal-badal ke
merā dil dhaṛak rahā hai, tū lachak sṇbhal-sṇbhalke
kahīṅ ruk nā jāye zālim is moṛ par zamānā
hai kalī kalī ke lab par, tere husn kā fasānā …