है बस के हर एक उनके इशारे में निशाँ और्
है बस के हर एक उनके इशारे में निशाँ और -2
करते हैं मुहब्बत तो ग़ुज़रता है गुमाँ और
है बस के हर एक उनके
या रब न वो समझे हैं न समझेंगे मेरी बात -2
दे और दिल उनको जो न दे मुझको ज़बाँ और
है बस के हर एक उनके
तुम शहर में हो तो हमें क्या ग़म जब उठेंगे -2
ले आयेंगे बाज़ार से जाकर दिल-ओ-जाँ और
है बस के हर एक उनके
हैं और भी दुनिया में सुखनवर बहुत अच्छे
आ
हैं और भी दुनिया में सुखनवर बहुत अच्छे -2
कहते हैं के ग़ालीब का है अन्दाज़-ए-बयाँ और -2
है बस के हर एक उनके इशारे में निशाँ और
है बस के हर एक उनके
hai bas ke har ek unke iśhāre meṅ niśhāṇ aur -2
karte haiṅ muhabbat to ġhuzartā hai gumāṇ aur
hai bas ke har ek unke
yā rab na vo samjhe haiṅ na samjheṅge merī bāt -2
de aur dil unko jo na de mujhko zabāṇ aur
hai bas ke har ek unke
tum śhahar meṅ ho to hameṅ kyā ġham jab uṭheṅge -2
le āyeṅge bāzār se jākar dil-o-jāṇ aur
hai bas ke har ek unke
haiṅ aur bhī duniyā meṅ sukhanavar bahut achchhe
ā
haiṅ aur bhī duniyā meṅ sukhanavar bahut achchhe -2
kahte haiṅ ke ġhālīb kā hai andāz-e-bayāṇ aur -2
hai bas ke har ek unke iśhāre meṅ niśhāṇ aur
hai bas ke har ek unke