है बहार-ए-बाग़-ए-दुनिया चन्द रोज़्
है बहार-ए-बाग़-ए-दुनिया चन्द रोज़ चन्द रोज़
देख लो इसका तमाशा चन्द रोज़ चन्द रोज़
है बहार-ए-बाग़-ए- …
लाख दारा और सिकन्दर हो गए -2
आज बोलो वो कहाँ सब खो गए
आई हिचकी मौत की और सो गए -2
हर किसी का है बसेरा चन्द रोज़ चन्द रोज़
है बहार-ए-बाग़-ए- …
कल तलक़ रंगीं बहारें थी जहाँ
आज क़ब्रों के वहाँ देखे निशाँ
रंग बदले हर घड़ी ये आसमाँ -2
ऐश-ओ-ग़म जो कुछ भी देखा चन्द रोज़ चन्द रोज़
है बहार-ए-बाग़-ए- …
क्या मिलेगा दिल किसी का तोड़ के
ले दुआ टूटे दिलों को जोड़ के
जा मगर कुछ याद अपनी छोड़ के -2
हो तेरी दुनिया में चर्चा चन्द रोज़ चन्द रोज़
है बहार-ए-बाग़-ए- …
hai bahār-e-bāġh-e-duniyā chand roz chand roz
dekh lo iskā tamāśhā chand roz chand roz
hai bahār-e-bāġh-e- …
lākh dārā aur sikandar ho gae -2
āj bolo vo kahāṇ sab kho gae
āī hichkī maut kī aur so gae -2
har kisī kā hai baserā chand roz chand roz
hai bahār-e-bāġh-e- …
kal talaq raṅgīṅ bahāreṅ thī jahāṇ
āj qabroṅ ke vahāṇ dekhe niśhāṇ
raṅg badle har ghaṛī ye āsmāṇ -2
aiśh-o-ġham jo kuchh bhī dekhā chand roz chand roz
hai bahār-e-bāġh-e- …
kyā milegā dil kisī kā toṛ ke
le duā ṭūṭe diloṅ ko joṛ ke
jā magar kuchh yād apnī chhoṛ ke -2
ho terī duniyā meṅ charchā chand roz chand roz
hai bahār-e-bāġh-e- …