Hai apnaa dil to aavaaraa, naa jaane kis pe aaegaa

है अपना दिल तो आवारा, ना जाने किस पे आएगा
Work
Year
Language

है अपना दिल तो आवारा
ना जाने किस पे आएगा

रुकेगा ना रुका है, ना जाने धून क्या है
कभी ये रस्ता है, कभी वो रस्ता
फिरे है दर-ब-दर मारा, ना जाने किस पे आएगा

किसी से ये मिला था, बताये कोई क्या था
बेदारी का समा था के था वो सपना
खुद अपने दर्द से हारा, ना जाने किस पे आएगा

hai apnā dil to āvārā
nā jāne kis pe āegā

rukegā nā rukā hai, nā jāne dhūn kyā hai
kabhī ye rastā hai, kabhī vo rastā
phire hai dar-ba-dar mārā, nā jāne kis pe āegā

kisī se ye milā thā, batāye koī kyā thā
bedārī kā samā thā ke thā vo sapnā
khud apne dard se hārā, nā jāne kis pe āegā