Haath seetaa kaa raam ko diyaa ... janak raajaa aur denge k‌yaa

हाथ सीता का राम को दिया ... जनक राजा और देंगे क्‌या
Year
Language

( हाथ सीता का राम को दिया -2
जनक राजा और देंगे क्‌या ) -2
बेटी बाबुल के दिल का टुकड़ा
दहेज कहां इससे बड़ा

ईश्वर का वरदान है बेटी
घरवालों की जान है
ये पगड़ी बाबुल के सिर की
लाज है सारे घर की
दान कन्या का जिसने दिया
मईया रानी और देगी क्‌या
जनक राजा और देंगे क्‌या
बेटी माँ के दिल का टुकड़ा
दहेज कहां इससे बड़ा

रूपवती गुणवती बहना
इससे आगे और क्‌या कोई गहना
( वे नाते मन के नाते
धन से न जोड़े जाते ) -2
प्यारी बहना का गहना दिया
भईया राजा और देंगे क्‌या
हाथ सीता का राम को दिया …

( hāth sītā kā rām ko diyā -2
janak rājā aur deṅge k‌yā ) -2
beṭī bābul ke dil kā ṭukaṛā
dahej kahāṅ isse baṛā

īśhvar kā vardān hai beṭī
gharvāloṅ kī jān hai
ye pagaṛī bābul ke sir kī
lāj hai sāre ghar kī
dān kanyā kā jisne diyā
maīyā rānī aur degī k‌yā
janak rājā aur deṅge k‌yā
beṭī māṇ ke dil kā ṭukaṛā
dahej kahāṅ isse baṛā

rūpavtī guṇavtī bahnā
isse āge aur k‌yā koī gahnā
( ve nāte man ke nāte
dhan se na joṛe jāte ) -2
pyārī bahnā kā gahnā diyā
bhaīyā rājā aur deṅge k‌yā
hāth sītā kā rām ko diyā …