हाल यह कर दिया ज़ालिम तेरे तड़पाने ने
र: हाल यह कर दिया ज़ालिम ( तेरे तड़पाने ने ) -2
आग दामन में लगा ली ( तेरे दीवाने ने ) -2
गी: ये भी डर लगता है बदनाम न हो जाएँ कहीं
प्यार की बातें जो सुन लीं ( किसी बेगाने ने ) -2
र: जीते रहना तेरी चाहत में कोई खेल नहीं
मार डाला मुझे ज़ालिम ( तेरे समझाने ने ) -2
आग दामन में लगा …
गी: जी तो कहता है जी भर के तुझे प्यार करूँ
पर मुझे रोक लिया ( मेरे शरमाने ने ) -2
र: रुत नई आई है और प्यार के दिन लाई है
दो: और भी कर दिया जादू ( तेरे शरमाने ने ) -2
आग दामन में लगा …
ra: hāl yah kar diyā zālim ( tere taṛpāne ne ) -2
āg dāman meṅ lagā lī ( tere dīvāne ne ) -2
gī: ye bhī ḍar lagtā hai badnām na ho jāeṇ kahīṅ
pyār kī bāteṅ jo sun līṅ ( kisī begāne ne ) -2
ra: jīte rahnā terī chāhat meṅ koī khel nahīṅ
mār ḍālā mujhe zālim ( tere samjhāne ne ) -2
āg dāman meṅ lagā …
gī: jī to kahtā hai jī bhar ke tujhe pyār karūṇ
par mujhe rok liyā ( mere śharmāne ne ) -2
ra: rut naī āī hai aur pyār ke din lāī hai
do: aur bhī kar diyā jādū ( tere śharmāne ne ) -2
āg dāman meṅ lagā …