Haal k‌yaa hai dilon kaa na poochho sanam

हाल क्‌या है दिलों का न पूछो सनम्
Work
Year
Language

हाल क्‌या है दिलों का न पूछो सनम
आप का मुस्कुराना ग़ज़ब ढा गया
इक तो महफ़िल तुम्हारी हसीं कम न थी
उस पे मेरा तराना ग़ज़ब ढा गया
हाल क्‌या है दिलों का …

अब तो लहराया मस्ती भरी छाँव में
बाँधो लो चाहे घुँघरू मेरे पाँव में
मैं बहकता नहीं था मगर क्‌या करूँ
आज मौसम सुहाना ग़ज़ब ढा गया
हाल क्‌या है दिलों का …

हर नज़र उठ रही है तुम्हारी तरफ़
और तुम्हारी नज़र है हमारी तरफ़
आँख उठाना तुम्हारा तो फिर ठीक था
आँख उठाकर, झुकाना ग़ज़ब ढा गया
हाल क्‌या है दिलों का …

मस्त आँखों का जादू जो शामिल हुआ
मेरा गाना भी सुनने के क़ाबिल हुआ
जिसको देखो वही आज बेहोस है
आज तो मैं दीवाना ग़ज़ब ढा गया
हाल क्‌या है दिलों का …

hāl k‌yā hai diloṅ kā na pūchho sanam
āp kā muskurānā ġhazab ḍhā gayā
ik to mahafil tumhārī hasīṅ kam na thī
us pe merā tarānā ġhazab ḍhā gayā
hāl k‌yā hai diloṅ kā …

ab to lahrāyā mastī bharī chhāṇv meṅ
bāṇdho lo chāhe ghuṇghrū mere pāṇv meṅ
maiṅ bahaktā nahīṅ thā magar k‌yā karūṇ
āj mausam suhānā ġhazab ḍhā gayā
hāl k‌yā hai diloṅ kā …

har nazar uṭh rahī hai tumhārī taraf
aur tumhārī nazar hai hamārī taraf
āṇkh uṭhānā tumhārā to phir ṭhīk thā
āṇkh uṭhākar, jhukānā ġhazab ḍhā gayā
hāl k‌yā hai diloṅ kā …

mast āṇkhoṅ kā jādū jo śhāmil huā
merā gānā bhī sunne ke qābil huā
jisko dekho vahī āj behos hai
āj to maiṅ dīvānā ġhazab ḍhā gayā
hāl k‌yā hai diloṅ kā …