Guzraa huaa ulafat kaa zamaanaa

गुज़रा हुआ उलफ़त का ज़माना
Work
Year
Language

( गुज़रा हुआ उलफ़त का ज़माना
याद करके रोयेंगे
याद करके रोयेंगे ) -3

( जब सावन की मस्त घटाएं
धूम मचाती आयेंगी ) -2
जब कोयल की मीठी तानें
कानों में बस जाएंगी
हम एक भूला हुआ तराना
याद करके रोयेंगे

कभी कभी जब तुमको अपने
दिल का दर्द सुनाते थे
कभी कभी
कभी कभी जब तुमको अपने
दिल का दर्द सुनाते थे
प्यार से ॰॰॰॰॰॰ देकर साजन
हमको गले लगाते थे
वही प्यार से गले लगाना
याद करके रोयेंगे -2
गुज़रा हुआ उलफ़त का ज़माना
याद करके रोयेंगे -2

( guzrā huā ulafat kā zamānā
yād karke royeṅge
yād karke royeṅge ) -3

( jab sāvan kī mast ghaṭāeṅ
dhūm machātī āyeṅgī ) -2
jab koyal kī mīṭhī tāneṅ
kānoṅ meṅ bas jāeṅgī
ham ek bhūlā huā tarānā
yād karke royeṅge

kabhī kabhī jab tumko apne
dil kā dard sunāte the
kabhī kabhī
kabhī kabhī jab tumko apne
dil kā dard sunāte the
pyār se ॰॰॰॰॰॰ dekar sājan
hamko gale lagāte the
vahī pyār se gale lagānā
yād karke royeṅge -2
guzrā huā ulafat kā zamānā
yād karke royeṅge -2