Goree orh ke malmal niklee ke dil meraa mal-mal gaee

गोरी ओढ़ के मलमल निकली के दिल मेरा मल-मल गई
Year
Language

र: गोरी ओढ़ के मलमल निकली हाय
गोरी ओढ़ के मलमल निकली के दिल मेरा मल-मल गई
अरे रे रे के दिल मेरा मल मल गई
देखो देखो के दिल मेरा मल मल गई
ल: ये किसकी नजरिया मचली हो
ये किसकी नजरिया मचली चुनर मेरी ढल ढल गई
अरे रामा चुनर मेरी ढल ढल गई
देखो देखो चुनर मेरी ढल ढल गई

ओ पग उलझे मेरा दिल धड़के -2
र: नस नस में शोला भड़के -2
ल: बल खाए कमरिया मोरी हो
बल खाए कमरिया मोरी तो काहे जी बेकल पड़ गए
अरे रामा तो काहे जी बेकल पड़ गए
देखो देखो तो काहे जी बेकल पड़ गए हो जी
र: इक दिल ही बेकल नहीं गोरी हाय
इक दिल ही बेकल नहीं गोरी के पगड़ी में बल पड़ गए
अरे रे के पगड़ी में बल पड़ गए
ओ देखो के पगड़ी में बल पड़ गए हो जी

ल: हो छोड़ मोहे तेरा हाथ जले -2
र: अरे वाह अब तो चाहे तलवार चले -2
ल: हाय छोड़ दे मेरा रास्ता हो
हाय छोड़ दे मेरा रास्ता के गाली दूंगी चुन चुन के
अरे रामा के गाली दूंगी चुन चुन के
देखो देखो के गाली दूंगी चुन चुन के हो जी
र: रानी चलो न बजाती बिछुआ हो
रानी चलो न बजाती बिछुआ ज़हर चड़े सुन सुन के
अरे रे रे ज़हर चड़े सुन सुन के
देखो देखो ज़हर चड़े सुन सुन के हो जी

र: ओ उतरा उतरा रूप है क्‌यूँ -2
ल: बोलो चढ़ती धूप है क्‌यूँ -2
र: किन गलियों से होकर आई हो
किन गलियों से होकर आई के मुख तेरा मैला है
अरे रे रे के मुख तेरा मैला है
ओ देखो देखो के मुख तेरा मैला है हो जी
ल: जब से तूने आँख लड़ाई हो
जब से तूने आँख लड़ाई काजर मेरा फैला है
अरे रामा काजर मेरा फैला है
देखो देखो काजर मेरा फैला है हो जी

ra: gorī oṛh ke malmal niklī hāy
gorī oṛh ke malmal niklī ke dil merā mal-mal gaī
are re re ke dil merā mal mal gaī
dekho dekho ke dil merā mal mal gaī
la: ye kiskī najriyā machlī ho
ye kiskī najriyā machlī chunar merī ḍhal ḍhal gaī
are rāmā chunar merī ḍhal ḍhal gaī
dekho dekho chunar merī ḍhal ḍhal gaī

o pag uljhe merā dil dhaṛke -2
ra: nas nas meṅ śholā bhaṛke -2
la: bal khāe kamriyā morī ho
bal khāe kamriyā morī to kāhe jī bekal paṛ gae
are rāmā to kāhe jī bekal paṛ gae
dekho dekho to kāhe jī bekal paṛ gae ho jī
ra: ik dil hī bekal nahīṅ gorī hāy
ik dil hī bekal nahīṅ gorī ke pagaṛī meṅ bal paṛ gae
are re ke pagaṛī meṅ bal paṛ gae
o dekho ke pagaṛī meṅ bal paṛ gae ho jī

la: ho chhoṛ mohe terā hāth jale -2
ra: are vāh ab to chāhe talvār chale -2
la: hāy chhoṛ de merā rāstā ho
hāy chhoṛ de merā rāstā ke gālī dūṅgī chun chun ke
are rāmā ke gālī dūṅgī chun chun ke
dekho dekho ke gālī dūṅgī chun chun ke ho jī
ra: rānī chalo na bajātī bichhuā ho
rānī chalo na bajātī bichhuā zahar chaṛe sun sun ke
are re re zahar chaṛe sun sun ke
dekho dekho zahar chaṛe sun sun ke ho jī

ra: o utrā utrā rūp hai k‌yūṇ -2
la: bolo chaṛhtī dhūp hai k‌yūṇ -2
ra: kin galiyoṅ se hokar āī ho
kin galiyoṅ se hokar āī ke mukh terā mailā hai
are re re ke mukh terā mailā hai
o dekho dekho ke mukh terā mailā hai ho jī
la: jab se tūne āṇkh laṛāī ho
jab se tūne āṇkh laṛāī kājar merā phailā hai
are rāmā kājar merā phailā hai
dekho dekho kājar merā phailā hai ho jī