Goree goree chaandnee aur poonam kee raat re

गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात रे
Year
Language

गोरी गोरी चांदनी हो
गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात रे
मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे
गोरी गोरी चांदनी हो
गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात रे
मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे

आज की है रात हो
आज की है रात पिया पास मेरे आयेंगे
रूठूंगी मैं उनसे वो आके मनायेंगे
आके मनायेंगे
ओऽऽओऽ आके मनायेंगे
गायेंगे खुशी के गीत
गायेंगे खुशी के गीत हिलमिल साथ रे
मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे

गोरी गोरी चांदनी हो
गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात रे
मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे

ठंडी ठंडी पवन सलोनी मन भाये रे -2
बिंदिया हमारी देखो गिर गिर जाये रे
गिर गिर जाये रे
बिंदिया हमारी देखो गिर गिर जाये रे होऽओ
गिर गिर जाये रे
रिमझिम रिमझिम रिमझिम रिमझिम पडे बरसात रे

मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे

गोरी गोरी चांदनी हो
गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात रे
मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे

कर के सिंगार हो
कर के सिंगार आज उनको रिझाऊंगी
ओढ के चुनरिया साजन घर जाऊंगी
साजन घर जाऊंगी हो
साजन घर जाऊंगी
मेहंदी से लाल लाल
मेहंदी से लाल लाल होंगे मेरे हाथ रे

मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे

गोरी गोरी चांदनी हो
गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात रे
मीठी मीठी …
हो मीठी मीठी साजना से होंगी मन की बात रे
होंगी मन की बात रे

gorī gorī chāṅdnī ho
gorī gorī chāṅdnī aur pūnam kī rāt re
mīṭhī mīṭhī …
ho mīṭhī mīṭhī sājnā se hoṅgī man kī bāt re
hoṅgī man kī bāt re
gorī gorī chāṅdnī ho
gorī gorī chāṅdnī aur pūnam kī rāt re
mīṭhī mīṭhī …
ho mīṭhī mīṭhī sājnā se hoṅgī man kī bāt re
hoṅgī man kī bāt re

āj kī hai rāt ho
āj kī hai rāt piyā pās mere āyeṅge
rūṭhūṅgī maiṅ unse vo āke manāyeṅge
āke manāyeṅge
o''o' āke manāyeṅge
gāyeṅge khuśhī ke gīt
gāyeṅge khuśhī ke gīt hilmil sāth re
mīṭhī mīṭhī …
ho mīṭhī mīṭhī sājnā se hoṅgī man kī bāt re
hoṅgī man kī bāt re

gorī gorī chāṅdnī ho
gorī gorī chāṅdnī aur pūnam kī rāt re
mīṭhī mīṭhī …
ho mīṭhī mīṭhī sājnā se hoṅgī man kī bāt re
hoṅgī man kī bāt re

ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī pavan salonī man bhāye re -2
biṅdiyā hamārī dekho gir gir jāye re
gir gir jāye re
biṅdiyā hamārī dekho gir gir jāye re ho'o
gir gir jāye re
rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim paḍe barsāt re

mīṭhī mīṭhī …
ho mīṭhī mīṭhī sājnā se hoṅgī man kī bāt re
hoṅgī man kī bāt re

gorī gorī chāṅdnī ho
gorī gorī chāṅdnī aur pūnam kī rāt re
mīṭhī mīṭhī …
ho mīṭhī mīṭhī sājnā se hoṅgī man kī bāt re
hoṅgī man kī bāt re

kar ke siṅgār ho
kar ke siṅgār āj unko rijhāūṅgī
oḍh ke chunriyā sājan ghar jāūṅgī
sājan ghar jāūṅgī ho
sājan ghar jāūṅgī
mehaṅdī se lāl lāl
mehaṅdī se lāl lāl hoṅge mere hāth re