गोरी चोरी चोरी जाना बुरी बात है
गोरी चोरी चोरी जाना बुरी बात है
तेरी क़िसमत की चाबी मेरे हाथ है
ये लम्बा सफ़र पाँव नाज़ुक तेरे
तेरी राहों मे है ओ गोरी काँटें भरे
तेरा फिर भी मचलना बुरी बात है
तेरी क़िसमत की चाबी मेरे हाथ है
लचकती मटकती तू कहाँ चली
अरि धोख़े हैं दुनिया मे गली गली
हर क़दम पे मुसीबत का साथ है
तेरी क़िसमत की चाबी मेरे हाथ है
तुझको जाना है जा पर ज़रा सोच ले
ऐसा साथी तुझे फिर मिले न मिले
ये मुक़द्दर से हुई मुलक़ात है
तेरी क़िसमत की चाबी मेरे हाथ है
gorī chorī chorī jānā burī bāt hai
terī qismat kī chābī mere hāth hai
ye lambā safar pāṇv nāzuk tere
terī rāhoṅ me hai o gorī kāṇṭeṅ bhare
terā phir bhī machalnā burī bāt hai
terī qismat kī chābī mere hāth hai
lachaktī maṭaktī tū kahāṇ chalī
ari dhokhe haiṅ duniyā me galī galī
har qadam pe musībat kā sāth hai
terī qismat kī chābī mere hāth hai
tujhko jānā hai jā par zarā soch le
aisā sāthī tujhe phir mile na mile
ye muqaddar se huī mulaqāt hai
terī qismat kī chābī mere hāth hai