Gore-gore chaand se mukh par kaalee-kaalee aankhen hain

गोरे-गोरे चाँद से मुख पर काली-काली आँखें हैं
Work
Year
Language

गोरे-गोरे चाँद से मुख पर काली-काली आँखें हैं
देख के जिनको नींद उड़ जाए वो मतवाली आँखें हैं
गोरे-गोरे चाँद से …

मुँह से पल्ला क्‌या सरकाना इस बादल में बिजली है
( दूर ही रहना ) -2 इनसे क़यामत ढाने वाली आँखें हैं
गोरे-गोरे चाँद से …

बे जिनके अंधेर है सब कुछ ऐसी बात है इनमें क्‌या
( आँखें-आँखें ) -3 सब हैं बराबर कौन निराली आँखें हैं
गोरे-गोरे चाँद से …

बे देखे आराम नहीं है देखो तो दिल का चैन गया
( देखने वाले ) -3 यूँ कहते हैं क्‌या भोली-भाली आँखें हैं
गोरे-गोरे चाँद से …

gore-gore chāṇd se mukh par kālī-kālī āṇkheṅ haiṅ
dekh ke jinko nīṅd uṛ jāe vo matvālī āṇkheṅ haiṅ
gore-gore chāṇd se …

muṇh se pallā k‌yā sarkānā is bādal meṅ bijlī hai
( dūr hī rahnā ) -2 inse qayāmat ḍhāne vālī āṇkheṅ haiṅ
gore-gore chāṇd se …

be jinke aṅdher hai sab kuchh aisī bāt hai inmeṅ k‌yā
( āṇkheṅ-āṇkheṅ ) -3 sab haiṅ barābar kaun nirālī āṇkheṅ haiṅ
gore-gore chāṇd se …

be dekhe ārām nahīṅ hai dekho to dil kā chain gayā
( dekhne vāle ) -3 yūṇ kahte haiṅ k‌yā bholī-bhālī āṇkheṅ haiṅ
gore-gore chāṇd se …