घूँघट हटायके नज़रें मिलायके
घूँघट हटायके, नज़रें मिलायके, बल्मा से कह दूँगी बात
चोरी चोरी चुपके चुपके, बल्मा से कह दूँगी बात
घूँघट हटायके, नज़रें मिलायके, बल्मा से कह दूँगी बात
(बार बार लेके अँगड़ाई)-2
मैं खुद ही हँसी, खुद ही शर्माइ
खुद ही हँसी, खुद ही शर्माइ
कहने तो और की ?
चोरी चोरी चुपके चुपके …
हर धड़कन में नये तराने
(होंठों पर हैं गीत सुहाने)-2
नैनों में क्यों बरसात, हाय राम
नैनों में क्यों बरसात
चोरी चोरी चुपके चुपके …
ghūṇghaṭ haṭāyke, nazreṅ milāyke, balmā se kah dūṇgī bāt
chorī chorī chupke chupke, balmā se kah dūṇgī bāt
ghūṇghaṭ haṭāyke, nazreṅ milāyke, balmā se kah dūṇgī bāt
(bār bār leke aṇgaṛāī)-2
maiṅ khud hī hṇsī, khud hī śharmāi
khud hī hṇsī, khud hī śharmāi
kahne to aur kī ?
chorī chorī chupke chupke …
har dhaṛkan meṅ naye tarāne
(hoṅṭhoṅ par haiṅ gīt suhāne)-2
nainoṅ meṅ kyoṅ barsāt, hāy rām
nainoṅ meṅ kyoṅ barsāt
chorī chorī chupke chupke …