Ghir-ghir ban men ghor ghataa chhaaee

घिर-घिर बन में घोर घता छाई
Work
Year
Language

घिर-घिर बन में घोर घटा छाई
ओ मोरे याद तेरी आई

घिर-घिर घिर-घिर गिरें झरोके
और कौन मिलने के मौक़े
ओ बरखा दुलहन बन के आई
घिर-घिर बन में घोर घटा छाई
ओ मोहे याद तेरी आई

सावन आया पिया लो जी
तुम भी तो घर आओ ना
अज मोरे अंगना में आओ
आओ आ के जाओ न
कलप कलप हारी
और मोहे कलपाओ न
ओ मोहे याद तेरी आई
घिर-घिर बन में घोर घटा छाई
ओ मोहे याद तेरी आई

खि.ड्की खोल खिड़ी नैनन की
कुछ सुन जा कुछ कह जा रे मन की
ओ मैं ने कैसी आग लगाई
घिर-घिर बन में घोर घटा छाई
ओ मोहे याद तेरी आई
घिर-घिर बन में घोर घटा छाई

इरादा था कि शादी कर के अपना घर बसाएं गे
कभी आलू, कभी गोभी, कभी मुर्ग़ा पकाएं गे
मगर हर रोज़ पतली दाल खाई, आप क्‌यूण रोए

ghir-ghir ban meṅ ghor ghaṭā chhāī
o more yād terī āī

ghir-ghir ghir-ghir gireṅ jharoke
aur kaun milne ke mauqe
o barkhā dulahan ban ke āī
ghir-ghir ban meṅ ghor ghaṭā chhāī
o mohe yād terī āī

sāvan āyā piyā lo jī
tum bhī to ghar āo nā
aj more aṅgnā meṅ āo
āo ā ke jāo na
kalap kalap hārī
aur mohe kalpāo na
o mohe yād terī āī
ghir-ghir ban meṅ ghor ghaṭā chhāī
o mohe yād terī āī

khi.ḍkī khol khiṛī nainan kī
kuchh sun jā kuchh kah jā re man kī
o maiṅ ne kaisī āg lagāī
ghir-ghir ban meṅ ghor ghaṭā chhāī
o mohe yād terī āī
ghir-ghir ban meṅ ghor ghaṭā chhāī

irādā thā ki śhādī kar ke apnā ghar basāeṅ ge
kabhī ālū, kabhī gobhī, kabhī murġhā pakāeṅ ge
magar har roz patlī dāl khāī, āp k‌yūṇ roe