Gharee gharee meraa dil dharke

घड़ी घड़ी मेरा दिल धड़के
Work
Year
Language

घड़ी घड़ी मेरा दिल धड़के
हाय धड़के क्‌यों धड़के
आज मिलन की बेला में
सर से चुनरिया क्‌यों सरके?
घड़ी घड़ी मेरा दिल धड़के

सारे उमर के बदले मैं ने
माँगी थी ये शाम रे
आज यहीं रह जाऊँगी मैं
उनकी बाहें थाम के
प्यार मिला आँचल भर के
हाय धड़के क्‌यों धड़के
आज मिलन की बेला में
सर से चुनरिया क्‌यों सरके?
घड़ी घड़ी मेरा दिल धड़के

आज पपीहे तू चुप रहना
मैं भी हूँ चुप चाप रे
मन की बात समझ लेंगे
साँवरिया अपने आप रे
देख ज़रा धीरज धर के
हाय धड़के क्‌यों धड़के
आज मिलन की बेला में
सर से चुनरिया क्‌यों सरके?
घड़ी घड़ी मेरा दिल धड़के

ghaṛī ghaṛī merā dil dhaṛke
hāy dhaṛke k‌yoṅ dhaṛke
āj milan kī belā meṅ
sar se chunriyā k‌yoṅ sarke?
ghaṛī ghaṛī merā dil dhaṛke

sāre umar ke badle maiṅ ne
māṇgī thī ye śhām re
āj yahīṅ rah jāūṇgī maiṅ
unkī bāheṅ thām ke
pyār milā āṇchal bhar ke
hāy dhaṛke k‌yoṅ dhaṛke
āj milan kī belā meṅ
sar se chunriyā k‌yoṅ sarke?
ghaṛī ghaṛī merā dil dhaṛke

āj papīhe tū chup rahnā
maiṅ bhī hūṇ chup chāp re
man kī bāt samajh leṅge
sāṇvriyā apne āp re
dekh zarā dhīraj dhar ke
hāy dhaṛke k‌yoṅ dhaṛke
āj milan kī belā meṅ
sar se chunriyā k‌yoṅ sarke?
ghaṛī ghaṛī merā dil dhaṛke