Ghar tere aaoongee dulhan banke ... poore karoongee armaan dil ke

घर तेरे आऊंगी दुल्हन बनके ... पूरे करूंगी अरमान दिल के
Year
Language

घर तेरे आऊंगी दुल्हन बनके
नाचूंगी गरबा लगाऊंगी गरवा
पूरे करूंगी अरमान दिल के
घर तेरे आऊंगी …

हो सदा रहूंगी तेरे पास रंगीला रे राजा दोनों मिल खेलेंगे रास
मौज मजे से कट जाएंगे तेरे संग बारहों मास
लटके हैं गरबे के प्यारे रूप जवानी तेरे साथ है
पर झटकने वाली लवानी में सूरत है कि कुछ नहीं
राहता माझी धरी कशाला जाऊं मी पढरपुरी
पर ढोल वाले भांगड़े में सुनते हैं
कि और कुछ ही बात है तो बादशाही
घर तेरे आऊंगी …

न संग तेरा नई छोड़ना तेरे पीछे पड़ गई आं
वे तेरे नाल माही वे साड्डी अख्यां लड़ गेईयां
वे चाचा दे चिकड़ी मेरी छाती सेन्दा री
मैके नई रैना मां नुड़ करदी ऐ वे संग
बंगालन मारब डन चाहे तू बने मद्रासन
अरे हर एक रूप प्यारी लगे तू तू है मेरी ज़िन्दगानी
भेष कोई भी बदले तू ( मेरा मन है हिन्दुस्तानी ) -2

ghar tere āūṅgī dulhan banke
nāchūṅgī garbā lagāūṅgī garvā
pūre karūṅgī armān dil ke
ghar tere āūṅgī …

ho sadā rahūṅgī tere pās raṅgīlā re rājā donoṅ mil kheleṅge rās
mauj maje se kaṭ jāeṅge tere saṅg bārhoṅ mās
laṭke haiṅ garbe ke pyāre rūp javānī tere sāth hai
par jhaṭakne vālī lavānī meṅ sūrat hai ki kuchh nahīṅ
rāhtā mājhī dharī kaśhālā jāūṅ mī paḍharpurī
par ḍhol vāle bhāṅgaṛe meṅ sunte haiṅ
ki aur kuchh hī bāt hai to bādśhāhī
ghar tere āūṅgī …

na saṅg terā naī chhoṛnā tere pīchhe paṛ gaī āṅ
ve tere nāl māhī ve sāḍḍī akhyāṅ laṛ geīyāṅ
ve chāchā de chikaṛī merī chhātī sendā rī
maike naī rainā māṅ nuṛ kardī ai ve saṅg
baṅgālan mārab ḍan chāhe tū bane madrāsan
are har ek rūp pyārī lage tū tū hai merī zindgānī
bheṣh koī bhī badle tū ( merā man hai hindustānī ) -2