घडी घडी मोरा दिल धडके, हाय धडके क्यों धडके
घड़ी घड़ी मोरा दिल धड़के
हाए धड़के, क्यों धड़के
आज मिलन की बेला में, सर से चुनरिया क्यों सरके
सारी उमर के बदले मैंने माँगी थी ये शाम
आज यहीं खो जाऊंगी मैं उनकी बाहें थाम
प्यार मिला आँचल भरके
आज पपीहे तू चुप रहना, मैं भी हूँ चुपचाप
दिल की बात समझ लेंगे साँवरीया अपने आप
देख ज़रा धीरज धरके
ghaṛī ghaṛī morā dil dhaṛke
hāe dhaṛke, kyoṅ dhaṛke
āj milan kī belā meṅ, sar se chunriyā kyoṅ sarke
sārī umar ke badle maiṅne māṇgī thī ye śhām
āj yahīṅ kho jāūṅgī maiṅ unkī bāheṅ thām
pyār milā āṇchal bharke
āj papīhe tū chup rahnā, maiṅ bhī hūṇ chupchāp
dil kī bāt samajh leṅge sāṇvrīyā apne āp
dekh zarā dhīraj dharke