Geet gaataa hoon main, gungunaataa hoon main

गीत गाता हूँ मैं, गुनगुनाता हूँ मैं
Year
Language

गीत गाता हूँ मैं, गुनगुनाता हूँ मैं
मैने हँसने का वादा किया था कभी
इसलिए अब सदा मुस्कुराता हूँ मैं

ये मोहब्बत के पल कितने अनमोल हैं
कितने फूलों से नाज़ूक मेरे बोल हैं
सबको फूलों की माला पहनाता हूँ मैं
मुस्कुराता हूँ मैं ...

रोशनी होगी इतनी किसे थी खबर
मेरे मनका ये दर्पण गया है निखर
साफ़ है अब ये दर्पण दिखाता हूँ मैं
मुस्कुराता हूँ मैं ...

gīt gātā hūṇ maiṅ, gungunātā hūṇ maiṅ
maine hṇsne kā vādā kiyā thā kabhī
islie ab sadā muskurātā hūṇ maiṅ

ye mohabbat ke pal kitne anmol haiṅ
kitne phūloṅ se nāzūk mere bol haiṅ
sabko phūloṅ kī mālā pahnātā hūṇ maiṅ
muskurātā hūṇ maiṅ ...

rośhnī hogī itnī kise thī khabar
mere mankā ye darpaṇ gayā hai nikhar
sāf hai ab ye darpaṇ dikhātā hūṇ maiṅ
muskurātā hūṇ maiṅ ...