Gareeb jaan ke ham ko na tum daghaa denaa

गरीब जान के हम को न तुम दग़ा देना
Year
Language

गरीब जान के हम को न तुम दग़ा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्हीं दवा देना
गरीब जान के.

लगी है चोट कलेजे पे उम्र भर के लिये
तड़प रहे हैं मुहब्बत में इक नज़र के लिये
नज़र मिलाके मुहब्बत से मुस्करा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्हीं दवा देना
गरीब जान के.

जहाँ में और हमारा कहाँ ठिकाना है
तुम्हारे दर से कहाँ उठ के हमको जाना है
जो हो सके तो मुक़द्दर मेरा जगा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्हीं दवा देना
गरीब जान के.

मिला क़रार न दिल को किसी बहाने से
तुम्हारी आस लगाये हैं इक ज़माने से
कभी तो अपनी मोहब्बत का आसरा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्हीं दवा देना
गरीब जान के.

गीता: नज़र तुम्हारी मेरे दिल की बात कहती है
तुम्हारी याद तो दिन रात साथ रहती है
तुम्हारी याद को मुश्किल है अब भुला देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्हीं दवा देना
गरीब जान के.

मिलेगा क्‌या जो ये दुनिया हमें सतायेगी
तुम्हारे बिन तो हमें मौत भी न आयेगी
किसी के प्यार को आसाँ नहीं मिटा देना
तुम्हीं ने दर्द दिया है तुम्हीं दवा देना
गरीब जान के.

garīb jān ke ham ko na tum daġhā denā
tumhīṅ ne dard diyā hai tumhīṅ davā denā
garīb jān ke.

lagī hai choṭ kaleje pe umr bhar ke liye
taṛap rahe haiṅ muhabbat meṅ ik nazar ke liye
nazar milāke muhabbat se muskrā denā
tumhīṅ ne dard diyā hai tumhīṅ davā denā
garīb jān ke.

jahāṇ meṅ aur hamārā kahāṇ ṭhikānā hai
tumhāre dar se kahāṇ uṭh ke hamko jānā hai
jo ho sake to muqaddar merā jagā denā
tumhīṅ ne dard diyā hai tumhīṅ davā denā
garīb jān ke.

milā qarār na dil ko kisī bahāne se
tumhārī ās lagāye haiṅ ik zamāne se
kabhī to apnī mohabbat kā āsrā denā
tumhīṅ ne dard diyā hai tumhīṅ davā denā
garīb jān ke.

gītā: nazar tumhārī mere dil kī bāt kahtī hai
tumhārī yād to din rāt sāth rahtī hai
tumhārī yād ko muśhkil hai ab bhulā denā
tumhīṅ ne dard diyā hai tumhīṅ davā denā
garīb jān ke.

milegā k‌yā jo ye duniyā hameṅ satāyegī
tumhāre bin to hameṅ maut bhī na āyegī
kisī ke pyār ko āsāṇ nahīṅ miṭā denā
tumhīṅ ne dard diyā hai tumhīṅ davā denā
garīb jān ke.