गम उठाने के लिये मैं तो जिये जाऊँगा
ग़म उठाने के लिये मैं तो जिये जाऊँगा
साँस की लय पे तेरा नाम लिये जाऊँगा
हाय तूने मुझे उल्फ़त के सिवा कुछ न दिया
और मैने तुझे नफ़रत के सिवा कुछ न दिया
तुझसे शरमिंदा हूँ, ऐ मेरी वफ़ा की देवी
तेरा मुजरिम हूँ मुसीबत के सिवा कुछ न दिया
ग़म उठाने के लिये मैं तो जिये जाऊँगा …
तू ख़यालों में मेरी अब भी चली आती है
अपनी पलकों पे उन अश्कों का जनाज़ा लेकर
तूने नींदें करीं क़ुरबान मेरी राहों में
मैं नशे में रहा औरों का सहारा लेकर
ग़म उठाने के लिये मैं तो जिये जाऊँगा …
ġham uṭhāne ke liye maiṅ to jiye jāūṇgā
sāṇs kī lay pe terā nām liye jāūṇgā
hāy tūne mujhe ulfat ke sivā kuchh na diyā
aur maine tujhe nafrat ke sivā kuchh na diyā
tujhse śharmiṅdā hūṇ, ai merī vafā kī devī
terā mujrim hūṇ musībat ke sivā kuchh na diyā
ġham uṭhāne ke liye maiṅ to jiye jāūṇgā …
tū khayāloṅ meṅ merī ab bhī chalī ātī hai
apnī palkoṅ pe un aśhkoṅ kā janāzā lekar
tūne nīṅdeṅ karīṅ qurbān merī rāhoṅ meṅ
maiṅ naśhe meṅ rahā auroṅ kā sahārā lekar
ġham uṭhāne ke liye maiṅ to jiye jāūṇgā …