गम का फ़साना बन गया अच्छा, एक बहाना बन गया अच्छा
ग़म का फ़साना बन गया अच्छा
एक बहाना बन गया अच्छा
सरकार ने आके मेरा हाल तो पूछा
ग़म का…
तुम्हारे ख़यालों में खो जायें
ये जी चाहता है की सो जायें
देखो बातों-बातों में चाँदनी रातों में
ख़्वाब सुहाना बन गया अच्छा…
बतायें तुम्हें क्या कहाँ दर्द है
यहाँ हाथ रखना यहाँ दर्द है
देखो बातों बातों में दो ही मुलाकातों में
दिल ये निशाना बन गया अच्छा…
मुहब्बत की रंगीन महफ़िल में
जगह मिल गई आपके दिल में
देखो बातों-बातों में प्यार की बरातों में
अपना ठिकाना बन गया अच्छा…
ġham kā fasānā ban gayā achchhā
ek bahānā ban gayā achchhā
sarkār ne āke merā hāl to pūchhā
ġham kā…
tumhāre khayāloṅ meṅ kho jāyeṅ
ye jī chāhtā hai kī so jāyeṅ
dekho bātoṅ-bātoṅ meṅ chāṇdnī rātoṅ meṅ
khvāb suhānā ban gayā achchhā…
batāyeṅ tumheṅ kyā kahāṇ dard hai
yahāṇ hāth rakhnā yahāṇ dard hai
dekho bātoṅ bātoṅ meṅ do hī mulākātoṅ meṅ
dil ye niśhānā ban gayā achchhā…
muhabbat kī raṅgīn mahafil meṅ
jagah mil gaī āpke dil meṅ
dekho bātoṅ-bātoṅ meṅ pyār kī barātoṅ meṅ
apnā ṭhikānā ban gayā achchhā…