गम-ए-आशियाना सताएगा कब तक्
ग़म-ए-आशियाना सताएगा कब तक
मुझे मेरा दिल यूँ रुलाएगा कब तक
बना कर बिगाड़े हैं घर तूने लाखों
फ़लक ये तमाशे दिखाएगा कब तक
सितम आज करते हैं इन्साँ पे इन्साँ
तू इन्साँ को इन्साँ बनाएगा कब तक
तेरी आज दुनिया जहन्नुम बनी है
तू शान-ए-ख़ुदाई छिपाएगा कब तक्
ġham-e-āśhiyānā satāegā kab tak
mujhe merā dil yūṇ rulāegā kab tak
banā kar bigāṛe haiṅ ghar tūne lākhoṅ
falak ye tamāśhe dikhāegā kab tak
sitam āj karte haiṅ insāṇ pe insāṇ
tū insāṇ ko insāṇ banāegā kab tak
terī āj duniyā jahannum banī hai
tū śhān-e-khudāī chhipāegā kab tak