Gaao taraane man ke jee aashaa aaee dulhan ban ke jee

गाओ तराने मन के जी आशा आई दुल्हन बन के जी
Work
Year
Language

को: होय
हे
होय गाओ तराने मन के जी
आशा आई दुलहन बन के जी
नाचो नाचो मन की ताल पे
छम-छम -3

होय आज ख़ुशी बन-ठन के जी
कर घर आई है दुलहन के जी
नाचो नाचो मन की ताल पे
छम-छम -3

श: धक-धक मं में ढोलक बाजे
छम-छम पग में पायल
हो छम-छम पग में पायल
को: आ आ
होय
धक-धक मं में ढोलक बाजे
छम-छम पग में पायल
ल: बालम की नज़रों ने -2
किया है आज मेरा दिल घायल
को: आ
होय बालम की नज़रों ने
किया है आज मेरा दिल घायल
श: भेद मैं अपने खोलूँ ना
कुछ बोलूँ ना
संग डोलूँ ना

तीर चले चितवन के जी
रिमझिम आये दिन सावन के जी
नाचो नाचो मन की ताल पे
छम-छम
र: आहा
श: छम-छम
र: वाह
श: छम-छम

श: अपने पिया की जोगन बन जा
छोड़ दे महल-दुमहले
हो छोड़ दे महल-दुमहले
को: ओ
होय अपने पिया की जोगन बन जा
छोड़ दे महल-दुमहले
ल: फूल वही सछा है -2
जो काँटों के दुख भी सह ले
को: हो
होय फूल वही सछा है
जो काँटों के दुख भी सह ले
श: प्यार को जब तुम जानोगे
पहचानोगे
फिर मानोगे

रूप नये जीवन के जी
मिलते हैं द्वारे साजन के जी
नाचो नाचो मन की ताल पे

को: होय गाओ तराने मन के जी
आशा आई दुलहन बन के जी
नाचो नाचो मन की ताल पे
छम-छम -3

होय आज ख़ुशी बन-ठन के जी
कर घर आई है दुलहन के जी
नाचो नाचो मन की ताल पे
छम-छम -3

आ आ आ

ko: hoy
he
hoy gāo tarāne man ke jī
āśhā āī dulahan ban ke jī
nācho nācho man kī tāl pe
chham-chham -3

hoy āj khuśhī ban-ṭhan ke jī
kar ghar āī hai dulahan ke jī
nācho nācho man kī tāl pe
chham-chham -3

śha: dhak-dhak maṅ meṅ ḍholak bāje
chham-chham pag meṅ pāyal
ho chham-chham pag meṅ pāyal
ko: ā ā
hoy
dhak-dhak maṅ meṅ ḍholak bāje
chham-chham pag meṅ pāyal
la: bālam kī nazroṅ ne -2
kiyā hai āj merā dil ghāyal
ko: ā
hoy bālam kī nazroṅ ne
kiyā hai āj merā dil ghāyal
śha: bhed maiṅ apne kholūṇ nā
kuchh bolūṇ nā
saṅg ḍolūṇ nā

tīr chale chitavan ke jī
rimjhim āye din sāvan ke jī
nācho nācho man kī tāl pe
chham-chham
ra: āhā
śha: chham-chham
ra: vāh
śha: chham-chham

śha: apne piyā kī jogan ban jā
chhoṛ de mahal-dumahle
ho chhoṛ de mahal-dumahle
ko: o
hoy apne piyā kī jogan ban jā
chhoṛ de mahal-dumahle
la: phūl vahī sachhā hai -2
jo kāṇṭoṅ ke dukh bhī sah le
ko: ho
hoy phūl vahī sachhā hai
jo kāṇṭoṅ ke dukh bhī sah le
śha: pyār ko jab tum jānoge
pahchānoge
phir mānoge

rūp naye jīvan ke jī
milte haiṅ dvāre sājan ke jī
nācho nācho man kī tāl pe

ko: hoy gāo tarāne man ke jī
āśhā āī dulahan ban ke jī
nācho nācho man kī tāl pe
chham-chham -3

hoy āj khuśhī ban-ṭhan ke jī
kar ghar āī hai dulahan ke jī
nācho nācho man kī tāl pe
chham-chham -3

ā ā ā