गाँव में पीपल ... पानी में आग लगाए रानी तेरी जवानी
गाँव में पीपल पीपल की छैंया
छैंया में पनघट पनघट में पानी
पानी में आग लगाए रानी तेरी जवानी
गाँव में पीपल …
निकली नहा के गोरी तालाब से कुछ ऐसे
सावन के बादलों से निकला हो चाँद जैसे -2
कानों में झुमके मुखड़े पे आँचल
आँखों में कजरा पाँव में पायल
पायल के गीत सुनाए ओ रानी तेरी जवानी
गाँव में पीपल …
ये रूप है या शोला ये रंग है के जादू
ये नैन हैं के झूले ये ज़ुल्फ़ है कि बादल हाय
तेरा क्या कहना देखे जो नैना
तो सारी रैना जागे ये नैना
नैनों से नींद चुराए ओ रानी तेरी जवानी
गाँव में पीपल …
gāṇv meṅ pīpal pīpal kī chhaiṅyā
chhaiṅyā meṅ panghaṭ panghaṭ meṅ pānī
pānī meṅ āg lagāe rānī terī javānī
gāṇv meṅ pīpal …
niklī nahā ke gorī tālāb se kuchh aise
sāvan ke bādloṅ se niklā ho chāṇd jaise -2
kānoṅ meṅ jhumke mukhaṛe pe āṇchal
āṇkhoṅ meṅ kajrā pāṇv meṅ pāyal
pāyal ke gīt sunāe o rānī terī javānī
gāṇv meṅ pīpal …
ye rūp hai yā śholā ye raṅg hai ke jādū
ye nain haiṅ ke jhūle ye zulf hai ki bādal hāy
terā kyā kahnā dekhe jo nainā
to sārī rainā jāge ye nainā
nainoṅ se nīṅd churāe o rānī terī javānī
gāṇv meṅ pīpal …