गा मेरे मन गा, गा मेरे मन गा
गा मेरे मन गा, गा मेरे मन गा
तू गा मेरे मन गा, गा मेरे मन गा
यूँ ही बिताये जा दिन जिंदगी के
तेरी टूटी हुई बीना, कहे तुझको है जीना
जीवन को निभा
चाहे भर भर आये, चाहे दुख बरसाये
तेरे नैनों की घटा
तू नैन मत छलका, गा मेरे मन गा
ये हैं दुनिया के मेले, तुझे फिरना अकेले
सह सह के सितम
नफ़रत का दीवाना, नहीं समझा जमाना
तेरा दुख तेरा गम
खा ठेस और मुसका, गा मेरे मन गा
हर सू है अंधेरा, फिर कौन है तेरा
जो मैं कहूँ ज़रा सून
मेरी खो गयी पायल, मेरे गीत है घायल
मेरी ज़ख्मी है धून
फिर भी तू झूमें जा, गा मेरे मन गा
gā mere man gā, gā mere man gā
tū gā mere man gā, gā mere man gā
yūṇ hī bitāye jā din jiṅdgī ke
terī ṭūṭī huī bīnā, kahe tujhko hai jīnā
jīvan ko nibhā
chāhe bhar bhar āye, chāhe dukh barsāye
tere nainoṅ kī ghaṭā
tū nain mat chhalkā, gā mere man gā
ye haiṅ duniyā ke mele, tujhe phirnā akele
sah sah ke sitam
nafrat kā dīvānā, nahīṅ samjhā jamānā
terā dukh terā gam
khā ṭhes aur muskā, gā mere man gā
har sū hai aṅdherā, phir kaun hai terā
jo maiṅ kahūṇ zarā sūn
merī kho gayī pāyal, mere gīt hai ghāyal
merī zakhmī hai dhūn
phir bhī tū jhūmeṅ jā, gā mere man gā