एक समय पर दो बरसातें -2
बादल के संग आँख भी भरसे
चारों ओर है जल-थल जल-थल -2
फिर भी प्यासा मनवा तरसे
एक समय पर दो बरसातें
( उमड-घुमड जब छायीं घटायें
नीर बरसेगा सबने जाना ) -2
कोई न जाने दिल में तूफ़ाँ
कब आ जाये और किधर से
एक समय पर दो बरसातें
( आग लगी है दिल में लेकिन
देख रहा है आँख का पानी ) -2
शोलों के संग बहती नदिया
निकल रही है एक ही घर से
एक समय पर दो बरसातें
बादल के संग आँख भी भरसे
चारों ओर है जल-थल जल-थल
फिर भी प्यासा मनवा तरसे
एक समय पर दो बरसातें
ek samay par do barsāteṅ -2
bādal ke saṅg āṇkh bhī bharse
chāroṅ or hai jal-thal jal-thal -2
phir bhī pyāsā manvā tarse
ek samay par do barsāteṅ
( umaḍ-ghumaḍ jab chhāyīṅ ghaṭāyeṅ
nīr barsegā sabne jānā ) -2
koī na jāne dil meṅ tūfāṇ
kab ā jāye aur kidhar se
ek samay par do barsāteṅ
( āg lagī hai dil meṅ lekin
dekh rahā hai āṇkh kā pānī ) -2
śholoṅ ke saṅg bahtī nadiyā
nikal rahī hai ek hī ghar se
ek samay par do barsāteṅ
bādal ke saṅg āṇkh bhī bharse
chāroṅ or hai jal-thal jal-thal
phir bhī pyāsā manvā tarse
ek samay par do barsāteṅ