एक रात में दो दो चाँद खिले
एक रात में दो-दो चाँद खिले
एक घूँघट में, एक बदली में
अपनी अपनी मंज़िल से मिले
एक घूँघट में, एक बदली में
एक रात में दो-दो चाँद खिले …
बदली का वो चाँद तो सबका है
घूँघट का ये चाँद तो अपना है
मुझे चाँद समझने वाले बता
ये रात है या कोई सपना है
एक रात में दो-दो चाँद खिले …
मालूम नहीं दो अनजाने
राही कैसे मिल जाते हैं
फूलों को अगर खिलना है तो वो
वीरानों में खिल जाते हैं
एक रात में दो-दो चाँद खिले …
ek rāt meṅ do-do chāṇd khile
ek ghūṇghaṭ meṅ, ek badlī meṅ
apnī apnī maṅzil se mile
ek ghūṇghaṭ meṅ, ek badlī meṅ
ek rāt meṅ do-do chāṇd khile …
badlī kā vo chāṇd to sabkā hai
ghūṇghaṭ kā ye chāṇd to apnā hai
mujhe chāṇd samajhne vāle batā
ye rāt hai yā koī sapnā hai
ek rāt meṅ do-do chāṇd khile …
mālūm nahīṅ do anjāne
rāhī kaise mil jāte haiṅ
phūloṅ ko agar khilnā hai to vo
vīrānoṅ meṅ khil jāte haiṅ
ek rāt meṅ do-do chāṇd khile …