एक पते की बात सुनाऊँ सुन मेरे हमजोली
एक पते की बात सुनाऊँ सुन मेरे हमजोली
सबसे अच्छी सबसे सुन्दर बोली प्रेम की बोली
ये जीवन संग्राम नहीं जीवन है खेल तमाशा
कड़वे बोल न बोलो भैया बोलो मीठी भाषा
कड़वी बात लगे दिल पर बन के बंदूक की गोली
सबसे अच्छी सबसे …
क्या पूरब है क्या पश्चिम क्या उत्तर दक्खन है
हम सब एक चमन के पंछी एक हमारा गुलशन है
सब एक हैं तो क्यों अलग बनाएँ अपनी टोली
सबसे अच्छी सबसे …
एक के पास ज़्यादा है और एक के पास जो कम है
बाँट लें एक बराबर आपस में तो फिर क्या ग़म है
बोलो फिर क्यों फैलाएँ हम जाकर अपनी झोली
सबसे अच्छी सबसे …
ek pate kī bāt sunāūṇ sun mere hamjolī
sabse achchhī sabse sundar bolī prem kī bolī
ye jīvan saṅgrām nahīṅ jīvan hai khel tamāśhā
kaṛve bol na bolo bhaiyā bolo mīṭhī bhāṣhā
kaṛvī bāt lage dil par ban ke baṅdūk kī golī
sabse achchhī sabse …
kyā pūrab hai kyā paśhchim kyā uttar dakkhan hai
ham sab ek chaman ke paṅchhī ek hamārā gulaśhan hai
sab ek haiṅ to kyoṅ alag banāeṇ apnī ṭolī
sabse achchhī sabse …
ek ke pās zyādā hai aur ek ke pās jo kam hai
bāṇṭ leṅ ek barābar āpas meṅ to phir kyā ġham hai
bolo phir kyoṅ phailāeṇ ham jākar apnī jholī
sabse achchhī sabse …