Ek pahelee hai too haan naar navelee hai too

एक पहेली है तू हाँ नार नवेली है तू
Year
Language

एक पहेली है तू
हाँ
नार नवेली है तू
हाँ
कुछ कहा
जितना मैं सुलझाऊँ और उलझती जाए

हाँ
यहाँ आओ ना
एक पहेली है …

दीवाना होने लगा हूँ तर र रम
मैं इसपे खोने लगा हूँ तर र रम
ओ नैना तेरे ऐसे जैसे भूल-भुलैया
बड़ी अलबेली है तू
नार नवेली है …

ओ हो
कब तक पीछा करोगे
यह प्रेमी आँखों को मीचे तर र रम
चलता जाए तेरे पीछे ल ल ल ला
ऐ खिंचा चला जाए कच्चे धागे से सैंया
खेल वो खेली है तू
नार नवेली है …

जादू कोई है कि धोखा तर र रम
क़दमों को न जाए रोका
जाने कहाँ ले के चली थाम के बैंया आते जाइए
आज अकेली है तू
नार नवेली है …

ek pahelī hai tū
hāṇ
nār navelī hai tū
hāṇ
kuchh kahā
jitnā maiṅ suljhāūṇ aur ulajhtī jāe
o
hāṇ
yahāṇ āo nā
ek pahelī hai …

dīvānā hone lagā hūṇ tar ra ram
maiṅ ispe khone lagā hūṇ tar ra ram
o nainā tere aise jaise bhūl-bhulaiyā
baṛī albelī hai tū
nār navelī hai …

o ho
kab tak pīchhā karoge
yah premī āṇkhoṅ ko mīche tar ra ram
chaltā jāe tere pīchhe la la la lā
ai khiṅchā chalā jāe kachche dhāge se saiṅyā
khel vo khelī hai tū
nār navelī hai …

jādū koī hai ki dhokhā tar ra ram
qadmoṅ ko na jāe rokā
jāne kahāṇ le ke chalī thām ke baiṅyā āte jāie
āj akelī hai tū
nār navelī hai …