Ek mahal maan chham-chham kartee rahtee duee shahazaadee

एक महल मां छम-छम करती रहती दुई शहज़ादी
Work
Year
Language

कि: एक महल मां छम-छम करती रहती दुई शहज़ादी
एक हो तन की सोने जैसी दूजी मन की चाँदी
र: एक महल मां …

एक सुरीली बाँसुरी जैसी पंचम सुर मां बोले
पहले हमको घर लई जाओ हम हैं घर की बांदी

एक बड़ी तीखी नखरीली हर बात मां फूँ फाँ बोले
कि: दूजी कुछ ऐसी शर्मीली मुश्किल से हूँ हाँ बोले
हमको हूँ हाँ भली लगे
र: हमको फूँ फाँ भली लगे रे
कि: हमको हूँ हाँ भली लगे तुम लई जाओ तूफ़ाँ आँधी

एक दफ़ा दो भईयों जैसे आए दो राजकुमार
र: दोनों समझे जीते बाजी दोनों गए दिल हार
कि: बिन माला के हुआ स्वयंवर
र: बिन माला के हुआ स्वयंवर
दो: बिन माला के हुआ स्वयंवर
बिना स्वयंवर की शादी

ki: ek mahal māṅ chham-chham kartī rahtī duī śhahazādī
ek ho tan kī sone jaisī dūjī man kī chāṇdī
ra: ek mahal māṅ …

ek surīlī bāṇsurī jaisī paṅcham sur māṅ bole
pahle hamko ghar laī jāo ham haiṅ ghar kī bāṅdī

ek baṛī tīkhī nakhrīlī har bāt māṅ phūṇ phāṇ bole
ki: dūjī kuchh aisī śharmīlī muśhkil se hūṇ hāṇ bole
hamko hūṇ hāṇ bhalī lage
ra: hamko phūṇ phāṇ bhalī lage re
ki: hamko hūṇ hāṇ bhalī lage tum laī jāo tūfāṇ āṇdhī

ek dafā do bhaīyoṅ jaise āe do rājkumār
ra: donoṅ samjhe jīte bājī donoṅ gae dil hār
ki: bin mālā ke huā svyaṅvar
ra: bin mālā ke huā svyaṅvar
do: bin mālā ke huā svyaṅvar
binā svyaṅvar kī śhādī