Ek khabar aaee suno

एक ख़बर आई सुनो
Year
Language

एक ख़बर आई सुनो एक ख़बर आई
होने वाली है गंगाराम की सगाई
एक ख़बर आई …

मुख गोरा-गोरा अँखियाँ गुलाबी
कैसी होगी ऐसी होगी भैया मेरी भाभी
नाचूँगी मैं ऐसे गाऊँगी मैं ऐसे
नाचूँगी मैं गाऊँगी और बाजेगी शहनाई
एक ख़बर आई …

हो न जाना ऐसी बीवी का दीवाना
नए नाते न टूटे नाता यह पुराना
हमें न भुलाना यूँही आना-जाना
दे न जाना हमें कहीं लम्बी जुदाई
एक ख़बर आई …

जल्दी से सुनाओ शादी का नतीजा
मेरे सूने घर में खेले मेरा भतीजा
ग़ुस्सा बड़ा आएगा मुन्ना जाग जाएगा
रोएगा न सोएगा वो माँगेगा मिठाई
एक ख़बर आई …

ek khabar āī suno ek khabar āī
hone vālī hai gaṅgārām kī sagāī
ek khabar āī …

mukh gorā-gorā aṇkhiyāṇ gulābī
kaisī hogī aisī hogī bhaiyā merī bhābhī
nāchūṇgī maiṅ aise gāūṇgī maiṅ aise
nāchūṇgī maiṅ gāūṇgī aur bājegī śhahnāī
ek khabar āī …

ho na jānā aisī bīvī kā dīvānā
nae nāte na ṭūṭe nātā yah purānā
hameṅ na bhulānā yūṇhī ānā-jānā
de na jānā hameṅ kahīṅ lambī judāī
ek khabar āī …

jaldī se sunāo śhādī kā natījā
mere sūne ghar meṅ khele merā bhatījā
ġhussā baṛā āegā munnā jāg jāegā
roegā na soegā vo māṇgegā miṭhāī
ek khabar āī …