Ek jhoothee see tasallee vo mujhe de ke chale

एक झूठी सी तसल्ली वो मुझे दे के चले
Work
Year
Language

( एक झूठी सी तसल्ली वो मुझे दे के चले
मेरा दिल ले के चले ) -2

( तेरे वादों के सहारे पे जिये जायेंगे हम
सहते जायेंगे सितम ) -2
सहते जायेंगे सितम
राज़ ये तेरे सिवा और कोई जान न ले

मेरा दिल ले के चले
एक झूठी सी तसल्ली

( अपने बीमार को वो देखने आये थे मगर
ली ना कुछ दिल की ख़बर ) -2
ली ना कुछ दिल की ख़बर
बुझ न जाये ये दिया यूँ के जलाये न जले

मेरा दिल ले कर चले
एक झूठी सी तसल्ली वो मुझे दे के चले
मेरा दिल ले के चले

( ek jhūṭhī sī tasallī vo mujhe de ke chale
merā dil le ke chale ) -2

( tere vādoṅ ke sahāre pe jiye jāyeṅge ham
sahte jāyeṅge sitam ) -2
sahte jāyeṅge sitam
rāz ye tere sivā aur koī jān na le

merā dil le ke chale
ek jhūṭhī sī tasallī

( apne bīmār ko vo dekhne āye the magar
lī nā kuchh dil kī khabar ) -2
lī nā kuchh dil kī khabar
bujh na jāye ye diyā yūṇ ke jalāye na jale

merā dil le kar chale
ek jhūṭhī sī tasallī vo mujhe de ke chale
merā dil le ke chale