Ek haseen shaam ko dil meraa kho gayaa

एक हसीन शाम को दिल मेरा खो गया
Year
Language

एक हसीन शाम को दिल मेरा खो गया
पहले अपना हुआ करता था, अब किसी का हो गया

मुद्दतो से आरजू थी, जिन्दगी में कोई आए
सूनी सूनी जिन्दगी में कोई शमा झिलमिलाए
वो जो आए तो रोशन ज़माना हो गया

मेरे दिलके कारवां को ले चला है आज कोई
शबनमी सी जिसकी आँखे, थोड़ी जागी थोड़ी सोयी
उनको देखा तो मौसम सुहाना हो गया

ek hasīn śhām ko dil merā kho gayā
pahle apnā huā kartā thā, ab kisī kā ho gayā

muddto se ārjū thī, jindgī meṅ koī āe
sūnī sūnī jindgī meṅ koī śhamā jhilmilāe
vo jo āe to rośhan zamānā ho gayā

mere dilke kārvāṅ ko le chalā hai āj koī
śhabanmī sī jiskī āṇkhe, thoṛī jāgī thoṛī soyī
unko dekhā to mausam suhānā ho gayā