Ek din laahor kee thandee sarak ... tabeeyat saaf ho gayee

एक दिन लाहोर की ठण्डी सड़क ... तबीयत साफ़ हो गयी
Work
Year
Language

चि: एक दिन लाहोर की ठण्डी सड़क पर शाम को
जा रहे थे साइकल पर हम ज़रूरी काम को
र: अजी सामने से आ रही थीं बुलबुलों की टोलियाँ
रोक कर साइकल लगे हम सुनने मीठी बोलियाँ

उठ तेरी
र: बिगड़ गई बनते-बनते बात
चि: हुई वो जूतों की बरसात
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़
को: तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़

बिगड़ गई बनते-बनते बात
हुई वो जूतों की बरसात
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़

गी: चले थे करने कारोबार
सड़क पर कर बैठे क्‌यों प्यार
र: हो गया पल भर में ये हाल
को: के उड़ गये सर के सारे बाल -2
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़
बिगड़ गई बनते-बनते बात
हुई वो जूतों की बरसात
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़

चि: मिला ये उलफ़त का ईनाम -2
र: हो गये घर-घर में बदनाम -2
गी: गये थे बन के ये गुलफ़ाम
वापिस आये घुटना थाम
ये वापिस आये घुटना थाम
को: तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़
बिगड़ गई बनते-बनते बात
हुई वो जूतों की बरसात
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़

गी: कहूँ मैं एक पते की बात -2
ये ज़ालिम दिल है बड़ा बदज़ात -2
चि: इसी दिल की थी करतूत
को: इसी ने पड़वाये हैं जूत -2
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़ हो गयी, साफ़
बिगड़ गई बनते-बनते बात
हुई वो जूतों की बरसात
तबीयत साफ़ हो गयी, साफ़्

chi: ek din lāhor kī ṭhaṇḍī saṛak par śhām ko
jā rahe the sāikal par ham zarūrī kām ko
ra: ajī sāmne se ā rahī thīṅ bulbuloṅ kī ṭoliyāṇ
rok kar sāikal lage ham sunne mīṭhī boliyāṇ

uṭh terī
ra: bigaṛ gaī bante-bante bāt
chi: huī vo jūtoṅ kī barsāt
tabīyat sāf ho gayī, sāf
ko: tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf
tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf

bigaṛ gaī bante-bante bāt
huī vo jūtoṅ kī barsāt
tabīyat sāf ho gayī, sāf

gī: chale the karne kārobār
saṛak par kar baiṭhe k‌yoṅ pyār
ra: ho gayā pal bhar meṅ ye hāl
ko: ke uṛ gaye sar ke sāre bāl -2
tabīyat sāf ho gayī, sāf
tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf
tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf
bigaṛ gaī bante-bante bāt
huī vo jūtoṅ kī barsāt
tabīyat sāf ho gayī, sāf

chi: milā ye ulafat kā īnām -2
ra: ho gaye ghar-ghar meṅ badnām -2
gī: gaye the ban ke ye gulafām
vāpis āye ghuṭnā thām
ye vāpis āye ghuṭnā thām
ko: tabīyat sāf ho gayī, sāf
tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf
tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf
bigaṛ gaī bante-bante bāt
huī vo jūtoṅ kī barsāt
tabīyat sāf ho gayī, sāf

gī: kahūṇ maiṅ ek pate kī bāt -2
ye zālim dil hai baṛā badazāt -2
chi: isī dil kī thī kartūt
ko: isī ne paṛvāye haiṅ jūt -2
tabīyat sāf ho gayī, sāf
tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf
tabīyat sāf ho gayī, sāf ho gayī, sāf
bigaṛ gaī bante-bante bāt
huī vo jūtoṅ kī barsāt
tabīyat sāf ho gayī, sāf