एक दिन cओल्लेगे गया था ... दो दूनी चार हुआ रे
एक दिन college गया था मिल गई लड़की हसीं
मैने ये सोचा कर दूं इशारा लड़की हँसी तो फंसी
दो दूनी चार हुआ रे प्यार हुआ प्यार हुआ रे
मैं भी college गई थी एक लड़का पीछे पड़ा
जाऊं जहां मैं नज़रें बचा के देखूं वहां वो खड़ा
दो दूनी चार हुआ …
मैं सैर करने गया था नदिया किनारे पहली बार गया था
भीगी भीगी मिली वहीं एक लड़की मेरे दिल में भी कोई आग भड़की
मैने ये सोचा कर दूं …
कुछ लेने मैं बाज़ार गई थी जाके वहां दिल हार गई थी
जवां जवां मिला वहां एक लड़का देखा जब उसे मेरा दिल धड़का
मैने सोचा …
नादान है तू इतना न जाने वो लड़की तू ही तो थी
नादान है तू इतना न जाने वो लड़का तू ही तो था
दो दूनी चार हुआ …
ek din college gayā thā mil gaī laṛkī hasīṅ
maine ye sochā kar dūṅ iśhārā laṛkī hṇsī to phaṅsī
do dūnī chār huā re pyār huā pyār huā re
maiṅ bhī college gaī thī ek laṛkā pīchhe paṛā
jāūṅ jahāṅ maiṅ nazreṅ bachā ke dekhūṅ vahāṅ vo khaṛā
do dūnī chār huā …
maiṅ sair karne gayā thā nadiyā kināre pahlī bār gayā thā
bhīgī bhīgī milī vahīṅ ek laṛkī mere dil meṅ bhī koī āg bhaṛkī
maine ye sochā kar dūṅ …
kuchh lene maiṅ bāzār gaī thī jāke vahāṅ dil hār gaī thī
javāṅ javāṅ milā vahāṅ ek laṛkā dekhā jab use merā dil dhaṛkā
maine sochā …
nādān hai tū itnā na jāne vo laṛkī tū hī to thī
nādān hai tū itnā na jāne vo laṛkā tū hī to thā
do dūnī chār huā …