Ek dil hazaar gham

एक दिल हज़ार ग़म्
Year
Language

एक दिल हज़ार ग़म
कैसे जी सकेंगे हम

ज़िंदगी बिछड़ गयी
हर खुशी उजड़ गयी
आँख हो चली है नम
कैसे जी सकेंगे हम …

आसमाँ बदल गया
ज़मीं का तीर चल गया
डस रहे हैं हर सितम
कैसे जी सकेंगे हम …

ek dil hazār ġham
kaise jī sakeṅge ham

ziṅdgī bichhaṛ gayī
har khuśhī ujaṛ gayī
āṇkh ho chalī hai nam
kaise jī sakeṅge ham …

āsmāṇ badal gayā
zamīṅ kā tīr chal gayā
ḍas rahe haiṅ har sitam
kaise jī sakeṅge ham …