एक चंचल शोख हसीना मेरे सपनों में आए
एक चंचल शोख हसीना मेरे सपनों में आए
मुझे एक झलक दिखला के वो मेरे दिल का चैन चुराए
होंठों से मदिरा छलके गालों पे हैं अंगारे
फूलों के जैसी खिलती जवानी नैना नशीले हैं कजरारे
जैसे कि नागिन डोले ऐसे चले बलखाके
मदहोश कर दे मुझको जो वो शरमा के
कभी खुलें जो ज़ुल्फ़ें उसकी घटा से छाए
एक चंचल शोख हसीना …
झील में खिलता एक कमल वो है किसी शायर की गज़ल
बाहें उठा के ले अंगड़ाई दिल में मचा दे हलचल
परियों की वो शहज़ादी चेहरा है भोला भाला
देखा है जब से उसको मैं हो गया मतवाला
यही दुआएं मांगूं हर पल वो मुझको मिल जाए
एक चंचल शोख हसीना …
ek chaṅchal śhokh hasīnā mere sapnoṅ meṅ āe
mujhe ek jhalak dikhlā ke vo mere dil kā chain churāe
hoṅṭhoṅ se madirā chhalke gāloṅ pe haiṅ aṅgāre
phūloṅ ke jaisī khiltī javānī nainā naśhīle haiṅ kajrāre
jaise ki nāgin ḍole aise chale balkhāke
madhośh kar de mujhko jo vo śharmā ke
kabhī khuleṅ jo zulfeṅ uskī ghaṭā se chhāe
ek chaṅchal śhokh hasīnā …
jhīl meṅ khiltā ek kamal vo hai kisī śhāyar kī gazal
bāheṅ uṭhā ke le aṅgaṛāī dil meṅ machā de halchal
pariyoṅ kī vo śhahazādī chehrā hai bholā bhālā
dekhā hai jab se usko maiṅ ho gayā matvālā
yahī duāeṅ māṅgūṅ har pal vo mujhko mil jāe
ek chaṅchal śhokh hasīnā …