Ek baar phir se aajaa dil men mere samaa jaa

एक बार फिर से आजा दिल में मेरे समा जा
Work
Year
Language

एक बार फिर से आजा
दिल में मेरे समा जा
एक बार फिर से आजा

ऐ ज़िन्दगी की राहत
ऐ जन्नतों की जन्नत
एक बार फिर से आजा
दिल में मेरे समा जा
एक बार फिर से आजा

हूरें निसार तुझ पर
सदक़े बहार तुझ पर
( जान-ए-बहार तू है
दिल का क़रार तू है ) -2
तुझको क़सम हया की
अपनी हर एक अदा की
इक बार मुस्करा जा

दिल में मेरे समाँ जा
एक बार फिर से आजा

देखा है जब से तुझको
दीवाना हो रहा है
मैं इस से और ये मुझसे
बेगाना हो रहा है

दिल है मगर नहीं है
सब कुछ है पर नहीं है
तेरे बग़ैर दुनिया
या ख़ाब या खिलौना
इस ख़ाब से जगा जा

दिल में मेरे समाँ जा
एक बार फिर से आजा -2
दिल में मेरे समाँ जा
एक बार फिर से आजा

ek bār phir se ājā
dil meṅ mere samā jā
ek bār phir se ājā

ai zindgī kī rāhat
ai janntoṅ kī jannat
ek bār phir se ājā
dil meṅ mere samā jā
ek bār phir se ājā

hūreṅ nisār tujh par
sadaqe bahār tujh par
( jān-e-bahār tū hai
dil kā qarār tū hai ) -2
tujhko qasam hayā kī
apnī har ek adā kī
ik bār muskrā jā

dil meṅ mere samāṇ jā
ek bār phir se ājā

dekhā hai jab se tujhko
dīvānā ho rahā hai
maiṅ is se aur ye mujhse
begānā ho rahā hai

dil hai magar nahīṅ hai
sab kuchh hai par nahīṅ hai
tere baġhair duniyā
yā khāb yā khilaunā
is khāb se jagā jā

dil meṅ mere samāṇ jā
ek bār phir se ājā -2
dil meṅ mere samāṇ jā
ek bār phir se ājā