Eet kee duk‌kee paan kaa ik‌kaa ... suno jee ye kalkattaa hai

ईट की दुक्‌की पान का इक्‌का ... सुनो जी ये कलकत्ता है
Year
Language

ईट की दुक्‌की पान का इक्‌का
कहीं जोकर कहीं सत्ता है
सुनो जी ये कलकत्ता है

टाली गंज की झील पे बाबू आए रूप के दास
झील किनारे बढ़ती जाए मतवालों की प्यास
ना pocket में माल है बाबू
ना कपड़ा ना लत्ता है
सुनो जी ये कलकत्ता …

चौरंगी के चौक में देखो मतवाले बंगाली
रसगुल्ले सी मीठी बातें इनकी शान निराली
कही बेनर्जी कहीं मुकर्जी
कहीं घोष कहीं दत्ता है
सुनो जी ये कलकत्ता …

ये बस्ती है आग का दरिया इसमें हावड़ा पुल है
अपनी जान बचा लो बाबू वरना डिब्बा गुल है
सर पर पाँव रख कर भागो कटने वाला पत्ता है
सुनो जी ये कलकत्ता …

īṭ kī duk‌kī pān kā ik‌kā
kahīṅ jokar kahīṅ sattā hai
suno jī ye kalkattā hai

ṭālī gaṅj kī jhīl pe bābū āe rūp ke dās
jhīl kināre baṛhtī jāe matvāloṅ kī pyās
nā pocket meṅ māl hai bābū
nā kapaṛā nā lattā hai
suno jī ye kalkattā …

chauraṅgī ke chauk meṅ dekho matvāle baṅgālī
rasgulle sī mīṭhī bāteṅ inkī śhān nirālī
kahī benarjī kahīṅ mukarjī
kahīṅ ghoṣh kahīṅ dattā hai
suno jī ye kalkattā …

ye bastī hai āg kā dariyā ismeṅ hāvaṛā pul hai
apnī jān bachā lo bābū varnā ḍibbā gul hai
sar par pāṇv rakh kar bhāgo kaṭne vālā pattā hai
suno jī ye kalkattā …