Eed kaa din tere bin hai pheekaa

ईद का दिन तेरे बिन है फीका
Year
Language

र: ईद का दिन तेरे बिन है फीका
आजा आजा के दिन है ख़ुशी का
हम अकेले और ये मेले
ईद है और तेरी याद है

ल: चाँद निकला न मेरी ख़ुशी का
ईद कैसी जो ग़म हो किसी का
मैं क़फ़स में ग़म के बस में
ज़िन्दगी मेरी बरबाद है

र: ईद मिल जा के दिल का मिटे ग़म
जाने अगले जनम हों के न हों हम
कुछ भरोसा नहीं ज़िन्दगी का
ईद का दिन तेरे बिन …

ल: ईद है और मजबूरियाँ हैं
क्‌या करूँ यार से दूरियाँ हैं
आज दिन है बड़ी बेक़सी का
ईद कैसी जो ग़म हो …
दो: ईद का दिन तेरे बिन …

ra: īd kā din tere bin hai phīkā
ājā ājā ke din hai khuśhī kā
ham akele aur ye mele
īd hai aur terī yād hai

la: chāṇd niklā na merī khuśhī kā
īd kaisī jo ġham ho kisī kā
maiṅ qafas meṅ ġham ke bas meṅ
zindgī merī barbād hai

ra: īd mil jā ke dil kā miṭe ġham
jāne agle janam hoṅ ke na hoṅ ham
kuchh bharosā nahīṅ zindgī kā
īd kā din tere bin …

la: īd hai aur majbūriyāṇ haiṅ
k‌yā karūṇ yār se dūriyāṇ haiṅ
āj din hai baṛī beqsī kā
īd kaisī jo ġham ho …
do: īd kā din tere bin …