E jee thandee sarak hai thandee sarak‌

ए जी ठण्डी सड़क है ठण्डी सड़क्‌
Work
Year
Language

ए जी ठण्डी सड़क है ठण्डी सड़क -2
अकड़-अकड़ के चलो न बाबू, अकड़-अकड़ के
अकड़-अकड़ के चलो न बाबू
ठण्डी सड़क है ठण्डी सड़क

इन राहों पर आ कर देखो
बड़े-बड़े लुट जाते हैं -2
दिल उनसे छुट जाता है
वो दिल से छुट जाते हैं

इन राहों पर आ कर देखो
बड़े-बड़े लुट जाते हैं
दिल उनसे छुट जाता है
वो दिल से छुट जाते हैं

हाये नैन मिले
हाय नैन मिले दिल गया धड़क
नैन मिले दिल गया धड़क, दिल धड़क
ठण्डी सड़क है ठण्डी सड़क
ए जी ठण्डी सड़क है ठण्डी सड़क्‌

e jī ṭhaṇḍī saṛak hai ṭhaṇḍī saṛak -2
akaṛ-akaṛ ke chalo na bābū, akaṛ-akaṛ ke
akaṛ-akaṛ ke chalo na bābū
ṭhaṇḍī saṛak hai ṭhaṇḍī saṛak

in rāhoṅ par ā kar dekho
baṛe-baṛe luṭ jāte haiṅ -2
dil unse chhuṭ jātā hai
vo dil se chhuṭ jāte haiṅ

in rāhoṅ par ā kar dekho
baṛe-baṛe luṭ jāte haiṅ
dil unse chhuṭ jātā hai
vo dil se chhuṭ jāte haiṅ

hāye nain mile
hāy nain mile dil gayā dhaṛak
nain mile dil gayā dhaṛak, dil dhaṛak
ṭhaṇḍī saṛak hai ṭhaṇḍī saṛak
e jī ṭhaṇḍī saṛak hai ṭhaṇḍī saṛak‌