दुनिया, ये दुनिया, तूफ़ान मेल्
तूफ़ान मेल
दुनिया ये दुनिया, तूफ़ान मेल
इसके पहिये ज़ोर से चलते
और अपना रस्ता तय करते
सयाने इस से काम निकालें
बच्चे समझे खेल
तूफ़ान मेल …
कोई कहाँ का टिकट काटता
एक है आता एक है जाता
सभी मुसाफ़िर बिछड़ जायेंगे
पल भर का है मेल
तूफ़ान मेल …
जो जितनी पूँजी है रखता
उसी मुताबिक़ सफ़र वो करता
जीवन का है भेद बताती
ज्ञानी को ये रेल
तूफ़ान मेल …
tūfān mel
duniyā ye duniyā, tūfān mel
iske pahiye zor se chalte
aur apnā rastā tay karte
sayāne is se kām nikāleṅ
bachche samjhe khel
tūfān mel …
koī kahāṇ kā ṭikaṭ kāṭtā
ek hai ātā ek hai jātā
sabhī musāfir bichhaṛ jāyeṅge
pal bhar kā hai mel
tūfān mel …
jo jitnī pūṇjī hai rakhtā
usī mutābiq safar vo kartā
jīvan kā hai bhed batātī
jñānī ko ye rel
tūfān mel …