दुनिया ओ दुनिया, तेरा जवाब नहीं
दुनिया ओ दुनिया, तेरा जवाब नहीं
तेरी जफ़ाओं का, बस कोई हिसाब नहीं
तू छांव है या है धूप खबर किसको
क्या है तेरा असली रूप खबर किसको
आये नज़र कैसे तू आँसू है, ख़्वाब नहीं
दुनिया ओ …
तेरे ज़ुबां पे है, ज़िक्र सितारों का,
तेरे लबों पे है, नाम बहारों का
पर तेरे दामन में, काँटे हैं, गुलाब नहीं
दुनिया ओ …
ये किन खयालों में, खो गये हैं आप,
क्यों कुछ परेशाँ से, हो गये हैं आप
आपसे तो मुझको कुछ शिक़वा जनाब नहीं
दुनिया ओ …
duniyā o duniyā, terā javāb nahīṅ
terī jafāoṅ kā, bas koī hisāb nahīṅ
tū chhāṅv hai yā hai dhūp khabar kisko
kyā hai terā aslī rūp khabar kisko
āye nazar kaise tū āṇsū hai, khvāb nahīṅ
duniyā o …
tere zubāṅ pe hai, zikra sitāroṅ kā,
tere laboṅ pe hai, nām bahāroṅ kā
par tere dāman meṅ, kāṇṭe haiṅ, gulāb nahīṅ
duniyā o …
ye kin khayāloṅ meṅ, kho gaye haiṅ āp,
kyoṅ kuchh pareśhāṇ se, ho gaye haiṅ āp
āpse to mujhko kuchh śhiqvā janāb nahīṅ
duniyā o …