Duniyaa ne hamen do din rahne na diyaa mil ke

दुनिया ने हमें दो दिन रहने न दिया मिल के
Work
Year
Language

को: आ

दुनिया ने हमें दो दिन
रहने न दिया मिल के
देने को सज़ा दे दी -2
सहने न दिया मिल के -2

दुनिया ने हमें दो दिन
रहने न दिया मिल के

को: आ

क़िसमत के इशारे पे इक रोज़ मिले दोनों
अरमान लिये दिल में इक साथ खिले दोनों
पर प्यार की लहरों में -2
बहने न दिया मिल के
सहने न दिया मिल के

दुनिया ने हमें दो दिन
रहने न दिया मिल के

को: आ

बेदर्द है दुनिया
बेदर्द है दुनिया बड़ी बेदर्द है दुनिया
क़ानून भी माना है कहीं रो के मनाने से
इन्साफ़ भी सुनता है कहीं शोर मचाने से
अब कौन सुने दुखड़े -2
इस दर्द भरे दिल के -2

दुनिया ने हमें दो दिन
रहने न दिया मिल के
देने को सज़ा दे दी
सहने न दिया मिल के

ko: ā

duniyā ne hameṅ do din
rahne na diyā mil ke
dene ko sazā de dī -2
sahne na diyā mil ke -2

duniyā ne hameṅ do din
rahne na diyā mil ke

ko: ā

qismat ke iśhāre pe ik roz mile donoṅ
armān liye dil meṅ ik sāth khile donoṅ
par pyār kī lahroṅ meṅ -2
bahne na diyā mil ke
sahne na diyā mil ke

duniyā ne hameṅ do din
rahne na diyā mil ke

ko: ā

bedard hai duniyā
bedard hai duniyā baṛī bedard hai duniyā
qānūn bhī mānā hai kahīṅ ro ke manāne se
insāf bhī suntā hai kahīṅ śhor machāne se
ab kaun sune dukhaṛe -2
is dard bhare dil ke -2

duniyā ne hameṅ do din
rahne na diyā mil ke
dene ko sazā de dī
sahne na diyā mil ke