Duniyaa ne chheree kahaaniyaan

दुनिया ने छेड़ी कहानियाँ
Year
Language

श: दुनिया ने छेड़ी कहानियाँ -2
मु: दुनिया ने छेड़ी कहानियाँ -2
श: दुनिया ने छेड़ी रसीली कहानियाँ
सुन-सुन जागीं जवानियाँ

मु: नए तीर चढ़ाने लगे अब कमाँ पर
श: नई बातें आने लगीं अब ज़ुबाँ पर
मु: नया रंग उभरा
श: नया रूप जागा नया रंग उभरा
मु: नया रूप जागा
( क़यामत की ) -2 हैं ये निशानियाँ
दो: दुनिया ने छेड़ी …

मु: नए फूल खिलने लगे अब जहाँ में
श: नए चाँद-तारे बने आसमाँ में
मु: नया जोश मन में
श: नई शान तन पर नया जोश मन में
मु: नई शान तन पर
दो: ( नई हैं ) -2 लहू में रवानियाँ
दुनिया ने छेड़ी …

śha: duniyā ne chheṛī kahāniyāṇ -2
mu: duniyā ne chheṛī kahāniyāṇ -2
śha: duniyā ne chheṛī rasīlī kahāniyāṇ
sun-sun jāgīṅ javāniyāṇ

mu: nae tīr chaṛhāne lage ab kamāṇ par
śha: naī bāteṅ āne lagīṅ ab zubāṇ par
mu: nayā raṅg ubhrā
śha: nayā rūp jāgā nayā raṅg ubhrā
mu: nayā rūp jāgā
( qayāmat kī ) -2 haiṅ ye niśhāniyāṇ
do: duniyā ne chheṛī …

mu: nae phūl khilne lage ab jahāṇ meṅ
śha: nae chāṇd-tāre bane āsmāṇ meṅ
mu: nayā jośh man meṅ
śha: naī śhān tan par nayā jośh man meṅ
mu: naī śhān tan par
do: ( naī haiṅ ) -2 lahū meṅ ravāniyāṇ
duniyā ne chheṛī …