Duniyaa mujhko paagal samjhe yaa samjhe aavaaraa

दुनिया मुझको पागल समझे या समझे आवारा
Year
Language

दुनिया मुझको पागल समझे या समझे आवारा
मैं दुनिया की सेवा करने फिरता मारा-मारा ओ

ताक़त से भरपूर रखी हैं अपनी दोनों बाजू
इन्साफ़ को ऐसे तौलें जैसे होय तराजू
जिसमें हो कुछ हिम्मत-टिम्मत
लड़ ले वो दुबारा ए जी लड़ ले वो दुबारा
दुनिया मुझको पागल …

दुख में हो कोई बूढ़ा-सूढ़ा या कोई लड़की-मड़की
उन्हें बचाने मेरी ताक़त बिजली बन कर कड़की
कर ले दो-दो हाथ चाहे वो
रुस्तम हो या दारा अरे रुस्तम हो या दारा
दुनिया मुझको पागल …

आँधी बन के जाऊँ और तूफ़ां बन के छाऊँ
जिस रुख पर भी मैं चाहूँ इस दुनिया को ले जाऊँ
तिनका है ये दुनिया मैं हूँ
तूफ़ानों की धारा अरे तूफ़ानों की धारा
दुनिया मुझको पागल …

duniyā mujhko pāgal samjhe yā samjhe āvārā
maiṅ duniyā kī sevā karne phirtā mārā-mārā o

tāqat se bharpūr rakhī haiṅ apnī donoṅ bājū
insāf ko aise tauleṅ jaise hoy tarājū
jismeṅ ho kuchh himmat-ṭimmat
laṛ le vo dubārā e jī laṛ le vo dubārā
duniyā mujhko pāgal …

dukh meṅ ho koī būṛhā-sūṛhā yā koī laṛkī-maṛkī
unheṅ bachāne merī tāqat bijlī ban kar kaṛkī
kar le do-do hāth chāhe vo
rustam ho yā dārā are rustam ho yā dārā
duniyā mujhko pāgal …

āṇdhī ban ke jāūṇ aur tūfāṅ ban ke chhāūṇ
jis rukh par bhī maiṅ chāhūṇ is duniyā ko le jāūṇ
tinkā hai ye duniyā maiṅ hūṇ
tūfānoṅ kī dhārā are tūfānoṅ kī dhārā
duniyā mujhko pāgal …