दुनिया में हम आये हैं तो जीना ही पड़ेगा
दुनिया में हम आये हैं तो जीना ही पड़ेगा
जीवन है अगर ज़हर तो पीना ही पड़ेगा
दुनिया …
गिर गिर के मुसीबत में सम्भलते ही रहेंगे
जल जाएं मगर आग पे चलते ही रगेंगे
ग़म जिसने दिये हैं बही ग़म दूर करेगा
दुनिया …
औरत है वही औरत जिसे दुनिया की शर्म है
संसार में बस लाज ही नारी का धर्म है
ज़िन्दा है जो इज़्ज़त से वही इज़्ज़त से मरेगा
दुनिया …
मालिक है तेरे साथ न डर ग़म से तू ये दिल
मेहनत करे इन्सान तो क्या काम है मुश्किल
जैसा जो करेगा यहाँ वैसा ही भरेगा
दुनिया …
duniyā meṅ ham āye haiṅ to jīnā hī paṛegā
jīvan hai agar zahar to pīnā hī paṛegā
duniyā …
gir gir ke musībat meṅ sambhalte hī raheṅge
jal jāeṅ magar āg pe chalte hī rageṅge
ġham jisne diye haiṅ bahī ġham dūr karegā
duniyā …
aurat hai vahī aurat jise duniyā kī śharm hai
saṅsār meṅ bas lāj hī nārī kā dharm hai
zindā hai jo izazat se vahī izazat se maregā
duniyā …
mālik hai tere sāth na ḍar ġham se tū ye dil
mehnat kare insān to kyā kām hai muśhkil
jaisā jo karegā yahāṇ vaisā hī bharegā
duniyā …