दुनिया की सैर कर लो ... around the world in eight dollars
मु: दुनिया की सैर कर लो -2
इन्साँ के दोस्त बनकर इन्साँ से प्यार करलो
शा: दुनिया की सैर …
दो: around the world in eight dollars -4
मु: Los Angeles भड़कीला जहाँ Hollywood है रंगीला
देखो Disneyland में आकर परियों का देश धरती पर
शा: Los Angeles …
मु: दुनिया की सैर …
दो: इन्साँ के दोस्त …
शा: हम अमन चाहने वाले हम प्यार पे मरने वाले
इक बात कहेंगे सबसे नफ़रत को मिटा जग से
मु: इन्सान के हाथ का टोना मिट्टी को बनाया सोना
ये Washington अलबेला New York शहर का मेला
दुनिया की सैर …
दो: इन्साँ के दोस्त …
मु: London की दौड़ दीवानी Paris की शाम मस्तानी
क़ुदरत के खेल निराले ज़रा देखले देखने वाले
दो: Berlin का बदलता चेहरा और Rome का रंग सुनहरा
Venice में नावों की सैरें ये गीत गाती हुई लहरें
दुनिया की सैर …
दो: इन्साँ के दोस्त …
mu: duniyā kī sair kar lo -2
insāṇ ke dost bankar insāṇ se pyār karlo
śhā: duniyā kī sair …
do: around the world in eight dollars -4
mu: Los Angeles bhaṛkīlā jahāṇ Hollywood hai raṅgīlā
dekho Disneyland meṅ ākar pariyoṅ kā deśh dhartī par
śhā: Los Angeles …
mu: duniyā kī sair …
do: insāṇ ke dost …
śhā: ham aman chāhne vāle ham pyār pe marne vāle
ik bāt kaheṅge sabse nafrat ko miṭā jag se
mu: insān ke hāth kā ṭonā miṭṭī ko banāyā sonā
ye Washington albelā New York śhahar kā melā
duniyā kī sair …
do: insāṇ ke dost …
mu: London kī dauṛ dīvānī Paris kī śhām mastānī
qudarat ke khel nirāle zarā dekhle dekhne vāle
do: Berlin kā badaltā chehrā aur Rome kā raṅg sunahrā
Venice meṅ nāvoṅ kī saireṅ ye gīt gātī huī lahreṅ
duniyā kī sair …
do: insāṇ ke dost …