दुनिया है इसी का नाम कहीं शादी
दुनिया है इसी का नाम
कहीं शादी कहीं बरबादी -2
कभी सुबह कभी है शाम
कहीं शादी कहीं बरबादी
नग़्मा है कहीं शहनाई का
मातम है कहीं तनहाई का
कोई ज़हर पिए कोई जाम हो रे
कोई ज़हर पिए कोई जाम
दुनिया है इसी का …
तुम गैर से नाता जोड़ चले
और मुझको तड़पता छोड़ चले
सोचा ना मेरा अंजाम रे
सोचा ना मेरा अंजाम
दुनिया है इसी का …
हो तुमको मुबारक दुनिया नई
कर लेना हमें भी याद कभी -2
तुम शाद हो हम नाकाम रे
तुम शाद हो हम नाकाम
दुनिया है इसी का …
duniyā hai isī kā nām
kahīṅ śhādī kahīṅ barbādī -2
kabhī subah kabhī hai śhām
kahīṅ śhādī kahīṅ barbādī
naġhmā hai kahīṅ śhahnāī kā
mātam hai kahīṅ tanhāī kā
koī zahar pie koī jām ho re
koī zahar pie koī jām
duniyā hai isī kā …
tum gair se nātā joṛ chale
aur mujhko taṛaptā chhoṛ chale
sochā nā merā aṅjām re
sochā nā merā aṅjām
duniyā hai isī kā …
ho tumko mubārak duniyā naī
kar lenā hameṅ bhī yād kabhī -2
tum śhād ho ham nākām re
tum śhād ho ham nākām
duniyā hai isī kā …